Jun 21, 2011

Santa Banta Jokes

Santa : Tumhari biwi ka kya naam hai?
Banta : Google Kaur.
Santa : Ye kaisa naam hai?
Banta : Yaar mein jaha bhi hota hoon, wo mujhe dhoondh hi leti hai!