Nov 4, 2011

main mar gayi to tum kya karoge.

BIWI: Darling agar main mar gayi to tum kya karoge. 
HUSBAND: main to pagal ho jaonga 
BIWI: Mazak mat karo. 
HUSBAND: Main sach keh raha hu ki main pagal ho jaonge: 
BIWI(Khush ho kar): Iska matlab hai ki tum doosri shaadi nahi karoge; 
HUSBAND: maine kaha na main pagal ho jaoanga aur pagal to kuch bhi kar sakte hai.